Kyoon shiqvaa karen kyoon aah bharen

क्‌यूँ शिक़वा करें क्‌यूँ आह भरें
Work
Year
Language

क्‌यूँ शिक़वा करें क्‌यूँ आह भरें
दिल रोना रुलाना क्‌या जाने
हम इश्क़ में क्‌यूँ दीवाने हुए
यह बात ज़माना क्‌या जाने

कहने को मुहब्बत खेल सही
लेकिन ये मुहब्बत खेल नहीं
जो आ गया तेरी महफ़िल में
महफ़िल से जाना क्‌या जाने

अब इश्क़ का शीशा टूट गया
अब ज़ब्त का दामन छूट गया
जो अपनी अदा पे मरता हो
वो नाज़ उठाना क्‌या जाने

लो अपनी शामत आई है
लो किससे नज़र टकराई है
जो तीर चलाना जानता हो
वो दिल का लुभाना क्‌या जाने

अब इससे वफ़ा का नाम न ले
यह दुनिया आख़िर दुनिया है -2
इसको तो मिटाना आता है
बिगड़ी को बनाना क्‌या जाने
क्‌यूँ शिक़वा करें …

k‌yūṇ śhiqvā kareṅ k‌yūṇ āh bhareṅ
dil ronā rulānā k‌yā jāne
ham iśhq meṅ k‌yūṇ dīvāne hue
yah bāt zamānā k‌yā jāne

kahne ko muhabbat khel sahī
lekin ye muhabbat khel nahīṅ
jo ā gayā terī mahafil meṅ
mahafil se jānā k‌yā jāne

ab iśhq kā śhīśhā ṭūṭ gayā
ab zabt kā dāman chhūṭ gayā
jo apnī adā pe martā ho
vo nāz uṭhānā k‌yā jāne

lo apnī śhāmat āī hai
lo kisse nazar ṭakrāī hai
jo tīr chalānā jāntā ho
vo dil kā lubhānā k‌yā jāne

ab isse vafā kā nām na le
yah duniyā ākhir duniyā hai -2
isko to miṭānā ātā hai
bigaṛī ko banānā k‌yā jāne
k‌yūṇ śhiqvā kareṅ …