क्यूँ खनके तेरी चूड़ी क्यूँ चमके तेरी बिंदिया
क्यूँ खनके तेरी चूड़ी क्यूँ चमके तेरी बिंदिया
क्यूँ छनके तेरी पायल क्यूँ खनके तेरा कंगना
मेरी चूड़ी मेरी बिंदिया मेरी पायल कंगना
अरे अपने होश गँवा बैठे हैं जब से मिले तो तुम सजना
हो क्यूँ खनके तेरी …
हो जवानी में ऐसा होता है गोरी
खनकता है कंगना बजती है चूड़ी
मुहब्बत ना समझे कैसा है अनाड़ी
मुहोब्बत नहीं तो कैसी जवानी
रब ने बनाई है जोड़ी हमारी
मेरी चूड़ी अरे मेरी चूड़ी …
हो मैं ना मिला तो कैसे जियोगी
अपनी मुहोब्बत किस को कहोगी
कल जो भी होगा किस को खबर है
ज़रा सोचो तनहा कैसे रहोगी
मैं तो मर जाऊँगी कुछ कर जाऊँगी
तूने साथ जो मेरा छोड़ा
हो मेरा सब कुछ तेरे सदके
हाँ मेरा सब कुछ तेरे सदके सुन ले दिलबर जानी
अरे अपनी जान गँवा दूँगा मैं तुझ पे ओ दीवानी हा
क्यूँ खनके तेरी …
kyūṇ khanke terī chūṛī kyūṇ chamke terī biṅdiyā
kyūṇ chhanke terī pāyal kyūṇ khanke terā kaṅgnā
merī chūṛī merī biṅdiyā merī pāyal kaṅgnā
are apne hośh gṇvā baiṭhe haiṅ jab se mile to tum sajnā
ho kyūṇ khanke terī …
ho javānī meṅ aisā hotā hai gorī
khanaktā hai kaṅgnā bajtī hai chūṛī
muhabbat nā samjhe kaisā hai anāṛī
muhobbat nahīṅ to kaisī javānī
rab ne banāī hai joṛī hamārī
merī chūṛī are merī chūṛī …
ho maiṅ nā milā to kaise jiyogī
apnī muhobbat kis ko kahogī
kal jo bhī hogā kis ko khabar hai
zarā socho tanhā kaise rahogī
maiṅ to mar jāūṇgī kuchh kar jāūṇgī
tūne sāth jo merā chhoṛā
ho merā sab kuchh tere sadke
hāṇ merā sab kuchh tere sadke sun le dilbar jānī
are apnī jān gṇvā dūṇgā maiṅ tujh pe o dīvānī hā
kyūṇ khanke terī …