Kyoon hamne diyaa dil

क्‌यूँ हमने दिया दिल्
Work
Year
Language

क्‌यूँ हमने दिया दिल

था किसका इशारा और किसने कहा था
अब तुमसे कहें क्‌या क्‌यूँ हमने दिया दिल

वो ख़्वाब में आना दिल मेरा चुराना
और कह के ये जाना क्‌यूँ कैसा लिया दिल

परवाना न जलता क्‌यूँ शोला जलाता
फिर इसका गिला क्‌या काहे को दिया दिल्

k‌yūṇ hamne diyā dil

thā kiskā iśhārā aur kisne kahā thā
ab tumse kaheṅ k‌yā k‌yūṇ hamne diyā dil

vo khvāb meṅ ānā dil merā churānā
aur kah ke ye jānā k‌yūṇ kaisā liyā dil

parvānā na jaltā k‌yūṇ śholā jalātā
phir iskā gilā k‌yā kāhe ko diyā dil