क्यूँ बेखुदी सी छाई ... हम हो गए आपके
ऐ हाँ आ हूँ
क्यूँ बेखुदी सी छाई है
क्यूँ आग सी लगाई है आपने
ओ हम हो गए आपके
ओ हो हो हम हो गए आपके
हो मेरा होश भी उड़ाया है
मेरी नींद भी चुराई है आपने
हो हम हो गए आपके
ओ हम हो गए आपके
पहले ऐसे कभी दिल धड़कता न था
बेवजह इस तरह से ये तड़पता न था
दर्द ऐसा कभी भी मुझको होता न था
हर घ्ड़ी यूँ मेरा चैन खोता न था
मेरी जान पे बन आई है
हालत ये क्या बनाई है आपने
हो हम हो गए आपके …
चोरी चोरी मचलने से क्या फ़ायदा
राज़-ए-दिल खोल देने का अपना मज़ा
मुझको है मेरी इन धड़कनों की कसम
आपको भी है मुझसे मुहब्बत सनम
इसमें नहीं बुराई है
ये बात क्यूँ छुपाई है आपने
हो हम हो गए आपके …
ai hāṇ ā hūṇ
kyūṇ bekhudī sī chhāī hai
kyūṇ āg sī lagāī hai āpne
o ham ho gae āpke
o ho ho ham ho gae āpke
ho merā hośh bhī uṛāyā hai
merī nīṅd bhī churāī hai āpne
ho ham ho gae āpke
o ham ho gae āpke
pahle aise kabhī dil dhaṛaktā na thā
bevjah is tarah se ye taṛaptā na thā
dard aisā kabhī bhī mujhko hotā na thā
har ghṛī yūṇ merā chain khotā na thā
merī jān pe ban āī hai
hālat ye kyā banāī hai āpne
ho ham ho gae āpke …
chorī chorī machalne se kyā fāydā
rāz-e-dil khol dene kā apnā mazā
mujhko hai merī in dhaṛaknoṅ kī kasam
āpko bhī hai mujhse muhabbat sanam
ismeṅ nahīṅ burāī hai
ye bāt kyūṇ chhupāī hai āpne
ho ham ho gae āpke …