Kyoon baar baar aankhon men tum karavat lete ho

क्‌यूँ बार बार आँखों में तुम करवट लेते हो
Work
Year
Language

क्‌यूँ बार बार आँखों में तुम करवट लेते हो
ना सोते हो ना मुझको सोने देते हो
क्‌यूँ बार बार …
आ हो हो हो

कहाँ छुपे हो सीने में तुम
साँसें भारी रहती हैं
ओ नींद में हो या सपनों में
क्‌यूँ पलकें भारी रहती हैं
आ हा हा हा
क्‌यूँ बार बार …

सारे रंग तुम अपने रखना
आँख का रंग तो मेरा हो
हो थोड़ी थोड़ी शाम की रंगत
हल्का हल्का सवेरा हो
हो हो हो हो
क्‌यूँ बार बार …

k‌yūṇ bār bār āṇkhoṅ meṅ tum karavaṭ lete ho
nā sote ho nā mujhko sone dete ho
k‌yūṇ bār bār …
ā ho ho ho

kahāṇ chhupe ho sīne meṅ tum
sāṇseṅ bhārī rahtī haiṅ
o nīṅd meṅ ho yā sapnoṅ meṅ
k‌yūṇ palkeṅ bhārī rahtī haiṅ
ā hā hā hā
k‌yūṇ bār bār …

sāre raṅg tum apne rakhnā
āṇkh kā raṅg to merā ho
ho thoṛī thoṛī śhām kī raṅgat
halkā halkā saverā ho
ho ho ho ho
k‌yūṇ bār bār …