K‌yon khel preet kaa khelee main rah gaee akelee

क्‌यों खेल प्रीत का खेली मैं रह गई अकेली
Work
Year
Language

( क्‌यों खेल प्रीत का खेली
मैं रह गई अकेली
बलम मेरे बेली
तू आ मिल जी उदास है ) -2

दो दिन का वादा कर गये हो गुज़रे कई महीने
याद तेरी है ऐसी बैरन देती नहीं है जीने
वाह रे बलमा
तूने आँखें फेरीं ओ सजना
ओ तूने आँखें फेरीं ओ सजना
जान वरों (?) ने ले ली

मैं रह गई अकेली
तू आ मिल जी उदास है

क्‌यों खेल प्रीत का खेली
मैं रह गई अकेली
बलम मेरे बेली
तू आ मिल जी उदास है

एक घड़ी भी सुख न देखा तुम संग नैन मिला के
टूट गये सब सपने मेरे बैठी हूँ चैन गँवा के
वाह री क़िसमत
देती है वास्ता तुझको बैरिया
ओ देती है वास्ता तुझको बैरिया
उलफ़त नई-नवेली

मैं रह गई अकेली
तू आ मिल जी उदास है

क्‌यों खेल प्रीत का खेली
मैं रह गई अकेली
बलम मेरे बेली
तू आ मिल जी उदास है

( k‌yoṅ khel prīt kā khelī
maiṅ rah gaī akelī
balam mere belī
tū ā mil jī udās hai ) -2

do din kā vādā kar gaye ho guzre kaī mahīne
yād terī hai aisī bairan detī nahīṅ hai jīne
vāh re balmā
tūne āṇkheṅ pherīṅ o sajnā
o tūne āṇkheṅ pherīṅ o sajnā
jān varoṅ (?) ne le lī

maiṅ rah gaī akelī
tū ā mil jī udās hai

k‌yoṅ khel prīt kā khelī
maiṅ rah gaī akelī
balam mere belī
tū ā mil jī udās hai

ek ghaṛī bhī sukh na dekhā tum saṅg nain milā ke
ṭūṭ gaye sab sapne mere baiṭhī hūṇ chain gṇvā ke
vāh rī qismat
detī hai vāstā tujhko bairiyā
o detī hai vāstā tujhko bairiyā
ulafat naī-navelī

maiṅ rah gaī akelī
tū ā mil jī udās hai

k‌yoṅ khel prīt kā khelī
maiṅ rah gaī akelī
balam mere belī
tū ā mil jī udās hai