क्यों झुकी-झुकी हैं पलकें मेरी जाँ ये बात क्या है
मु: ( क्यों झुकी-झुकी हैं पलकें ) -2 मेरी जाँ ये बात क्या है
ल: मेरे दिल मैं कैसे कह दूँ मुझे प्यार हो गया है
मु: क्यों झुकी-झुकी …
ल: ये घटा भी आज हम पर मोती लुटा रही है
हमें देख कर कली भी सर को झुका रही है
मु: मेरे दिल की बात सुनने ये हवा भी आ रही है
ल: ये गगन भी देखता है
मु: देखे तो हर्ज क्या है
क्यों झुकी-झुकी …
ये शरम न हमसे कीजे हम भी तो हैं तुम्हारे
किरनों से माँग भर दें कर दो अगर इशारे
ल: दिल गा रहा है नग़मा बस में नहीं हमारे
मु: मौसम भी झूमता है
ल: झूमें तो हर्ज क्या है
मेरे दिल मैं कैसे …
मु: क्यों झुकी-झुकी …
mu: ( kyoṅ jhukī-jhukī haiṅ palkeṅ ) -2 merī jāṇ ye bāt kyā hai
la: mere dil maiṅ kaise kah dūṇ mujhe pyār ho gayā hai
mu: kyoṅ jhukī-jhukī …
la: ye ghaṭā bhī āj ham par motī luṭā rahī hai
hameṅ dekh kar kalī bhī sar ko jhukā rahī hai
mu: mere dil kī bāt sunne ye havā bhī ā rahī hai
la: ye gagan bhī dekhtā hai
mu: dekhe to harj kyā hai
kyoṅ jhukī-jhukī …
ye śharam na hamse kīje ham bhī to haiṅ tumhāre
kirnoṅ se māṇg bhar deṅ kar do agar iśhāre
la: dil gā rahā hai naġhmā bas meṅ nahīṅ hamāre
mu: mausam bhī jhūmtā hai
la: jhūmeṅ to harj kyā hai
mere dil maiṅ kaise …
mu: kyoṅ jhukī-jhukī …