क्यों बजे हृदय वीना के तार ... आई बहार आई बहार्
अ: ऊं ऊं ऊं ऊं
ली: ऊं ऊं ऊं
अ: क्यों बजे
हृदय वीना के तार
मुरझाई
मुरझाई
मन की बगिया में
आई बहार आई बहार -2
ली: ( गये छोड़
नेह नाते को तोड़ ) -2
रहने दो ये झुटा दुलार -2
अ: बज उठा आज दिल का सितार -2
मुरझाई
दो: मुरझाई
मन की बगिया में
आई बहार आई बहार -2
अ: क्या रुठ गई हो प्यारी -2
ली: तुम बड़े निठुर गिरधारी -2
अ: अब मारो ना तानों की मार -2
मुरझाई
दो: मुरझाई
मन की बगिया में
आई बहार आई बहार -2
अ: ( क्यूँ छुपी कुन्ज में
बाहर क्यूँ नहीं आती ) -2
ली: दिल धरके घनश्याम -2
आती मैं शरमाती -2
अ: न तरसाओ न तरसाओ
दो: आई बहार आई बहार -2
a: ūṅ ūṅ ūṅ ūṅ
lī: ūṅ ūṅ ūṅ
a: kyoṅ baje
hṛday vīnā ke tār
murjhāī
murjhāī
man kī bagiyā meṅ
āī bahār āī bahār -2
lī: ( gaye chhoṛ
neh nāte ko toṛ ) -2
rahne do ye jhuṭā dulār -2
a: baj uṭhā āj dil kā sitār -2
murjhāī
do: murjhāī
man kī bagiyā meṅ
āī bahār āī bahār -2
a: kyā ruṭh gaī ho pyārī -2
lī: tum baṛe niṭhur girdhārī -2
a: ab māro nā tānoṅ kī mār -2
murjhāī
do: murjhāī
man kī bagiyā meṅ
āī bahār āī bahār -2
a: ( kyūṇ chhupī kunj meṅ
bāhar kyūṇ nahīṅ ātī ) -2
lī: dil dharke ghanaśhyām -2
ātī maiṅ śharmātī -2
a: na tarsāo na tarsāo
do: āī bahār āī bahār -2