क्यों अखियाँ भर आयी, फिर कोई याद आया
क्यों अखियाँ भर आई
फिर कोई याद आया
क्यों अखियाँ भर आई …
भूल सके न हम तुम्हें और तुम तो जाके भूल गये
रो रो के कहता है दिल क्यों दिल को लगा के भूल गये
भूल सके न हम तुम्हें …
बेवफ़ा ये क्या किया दिल के बदले ग़म दिया
मुस्कुरायी थी घड़ी भर रात दिन अब रोऊँ पिया
एक पलक चन्दा मेरे यूँ झलक दिखा के भूल गये
भूल सके न हम तुम्हें …
कौन सी थी बैरन घड़ी वो जबके तुझ से उलझे नयन
सुख के मीठे झूले में रुमझुम झूम उठा था पावन सा मन
दिन सुनहरे रातें रुपहली तुम मिले मैं हुई मगन
आँख खुली तो मैं ने देखा देखा था एक झूटा सपन
सपनों के संसार में मेरा मन भरमाके भूल गये
भूल सके न हम तुम्हें …
kyoṅ akhiyāṇ bhar āī
phir koī yād āyā
kyoṅ akhiyāṇ bhar āī …
bhūl sake na ham tumheṅ aur tum to jāke bhūl gaye
ro ro ke kahtā hai dil kyoṅ dil ko lagā ke bhūl gaye
bhūl sake na ham tumheṅ …
bevafā ye kyā kiyā dil ke badle ġham diyā
muskurāyī thī ghaṛī bhar rāt din ab roūṇ piyā
ek palak chandā mere yūṇ jhalak dikhā ke bhūl gaye
bhūl sake na ham tumheṅ …
kaun sī thī bairan ghaṛī vo jabke tujh se uljhe nayan
sukh ke mīṭhe jhūle meṅ rumjhum jhūm uṭhā thā pāvan sā man
din sunahre rāteṅ rupahlī tum mile maiṅ huī magan
āṇkh khulī to maiṅ ne dekhā dekhā thā ek jhūṭā sapan
sapnoṅ ke saṅsār meṅ merā man bharmāke bhūl gaye
bhūl sake na ham tumheṅ …