K‌yaa ye hee javaanee hai

क्‌या ये ही जवानी है
Work
Year
Language


क्‌या ये ही जवानी है -2
हर दिन है निखरा हुआ -2
हर रात सुहानी है -2
क्‌या ये ही जवानी है -2

मैं ग़ैरों से क्‌यूँ पूछूँ
( मैं ग़ैरों से क्‌यूँ पूछूँ
मैं अपनों से क्‌यूँ पूछूँ ) -2
आईना जो कहा है -2
तू हुस्न की रानी है -2
क्‌या ये ही जवानी है -2

( क्‌या कहूँ के कौन आ कर
क्‌या कहूँ के कौन आ कर
सपनों में बुलाता है ) -2
खुलते ही मेरी आँखें -2
जाने कहाँ जाता है -2
ये मेरी कहानी है -2
क्‌या ये ही जवानी है -2

जाते हुये बचपन से
( जाते हुये बचपन से
आते हुये जौवन से ) -2
दोनों से मैं कहती हूँ -2
ये दिल की नई है दुनिया -2
अब कैसे बसानी है -2
क्‌या ये ही जवानी है -2

o
k‌yā ye hī javānī hai -2
har din hai nikhrā huā -2
har rāt suhānī hai -2
k‌yā ye hī javānī hai -2

maiṅ ġhairoṅ se k‌yūṇ pūchhūṇ
( maiṅ ġhairoṅ se k‌yūṇ pūchhūṇ
maiṅ apnoṅ se k‌yūṇ pūchhūṇ ) -2
āīnā jo kahā hai -2
tū husn kī rānī hai -2
k‌yā ye hī javānī hai -2

( k‌yā kahūṇ ke kaun ā kar
k‌yā kahūṇ ke kaun ā kar
sapnoṅ meṅ bulātā hai ) -2
khulte hī merī āṇkheṅ -2
jāne kahāṇ jātā hai -2
ye merī kahānī hai -2
k‌yā ye hī javānī hai -2

jāte huye bachapan se
( jāte huye bachapan se
āte huye jauvan se ) -2
donoṅ se maiṅ kahtī hūṇ -2
ye dil kī naī hai duniyā -2
ab kaise basānī hai -2
k‌yā ye hī javānī hai -2