क्या मिलिये ऐसे लोगों से, जिनकी फ़ितरत छुपी रहे
क्या मिलिये ऐसे लोगों से, जिनकी फ़ितरत छुपी रहे
नकली चेहरा सामने आए, असली सूरत छुपी रहे
खुद से ही जो खुद को छुपाए, क्या उनसे पहचान करें
क्या उनके दामन से लिपटें, क्या उनका अरमान करें
जिनकी आधी नीयत उभरे, आधी नीयत छुपी रहे,
नकली …
दिलदारी का ढोंग रचाकर, जाल बिछाए बातों का
जीते जी का रिश्ता कहकर, सुख ढूँढे कुछ रातों का
रूह की हसरत लब पे आए, जिस्म की हसरत छुपी रहे,
नकली …
kyā miliye aise logoṅ se, jinkī fitarat chhupī rahe
naklī chehrā sāmne āe, aslī sūrat chhupī rahe
khud se hī jo khud ko chhupāe, kyā unse pahchān kareṅ
kyā unke dāman se lipṭeṅ, kyā unkā armān kareṅ
jinkī ādhī nīyat ubhre, ādhī nīyat chhupī rahe,
naklī …
dildārī kā ḍhoṅg rachākar, jāl bichhāe bātoṅ kā
jīte jī kā riśhtā kahkar, sukh ḍhūṇḍhe kuchh rātoṅ kā
rūh kī hasrat lab pe āe, jism kī hasrat chhupī rahe,
naklī …