क्या मिल गया भगवान तुम्हे दिल को दुखाके
क्या मिल गया भगवान तुम्हें दिल को दुखाके
अरमानों की नगरी में मेरी आग लगाके
क्या मिल गया …
हम सोच रहे थे कभी दिल दिल से मिलेंगे
जीवन में मोहब्बत के कभी फूल खिलेंगे
ये क्या थी खबर तुम को ना आएगी दया भी
रख दोगे किसी दिन मेरी दुनिया को मिटाके
अरमानों की नगरी …
आकाश ही दुश्मन नहीं, दुश्मन है ज़मीं भी
दुख के मारे तो नहीं, चैन कहीं भी
इस जीने से अब मौत ही आजाये तो अच्छा
जब छूट गया हाथ उनका मेरे हाथों में आके
अरमानों की नगरी …
मालूम ना था खाक़ में मिल जायेंगे एक दिल
खुद अपनी ही हम आग में जल जाएंगे एक दिल
तुमसे तो ये उम्मीद ना थी जल के खेवय्या
नैय्या को डुबो दोगे किनारे पे लाके
अरमानों की नगरी …
kyā mil gayā bhagvān tumheṅ dil ko dukhāke
armānoṅ kī nagrī meṅ merī āg lagāke
kyā mil gayā …
ham soch rahe the kabhī dil dil se mileṅge
jīvan meṅ mohabbat ke kabhī phūl khileṅge
ye kyā thī khabar tum ko nā āegī dayā bhī
rakh doge kisī din merī duniyā ko miṭāke
armānoṅ kī nagrī …
ākāśh hī duśhman nahīṅ, duśhman hai zamīṅ bhī
dukh ke māre to nahīṅ, chain kahīṅ bhī
is jīne se ab maut hī ājāye to achchhā
jab chhūṭ gayā hāth unkā mere hāthoṅ meṅ āke
armānoṅ kī nagrī …
mālūm nā thā khāq meṅ mil jāyeṅge ek dil
khud apnī hī ham āg meṅ jal jāeṅge ek dil
tumse to ye ummīd nā thī jal ke khevayyā
naiyyā ko ḍubo doge kināre pe lāke
armānoṅ kī nagrī …