K‌yaa k‌yaa na sitam tujh pe hue mahlon kee raanee

क्‌या क्‌या न सितम तुझ पे हुए महलों की रानी
Work
Year
Language

क्‌या क्‌या न सितम तुझ पर हुए महलों की रानी
क़िस्मत ने लिखी आँसुओं से तेरी कहानी

इतनी बड़ी दुनिया में कोई नहीं तेरा
या ठोकरें क़िस्मत की हैं या ग़म का अँधेरा
इस दुनिया ने अब तुझे मिटाने की है ठानी
क़िस्मत ने लिखी …

आँसू तेरे हँसती हुई कलियों को रुला दें
आहें तेरी आकाश के परदों को हिला दें
नादान था वो जिसने तेरी एक ना मानी
क़िस्मत ने लिखी …

आँखें तेरी बेनूर हुईं दिल तेरा टूटा
भगवान के होते हुए संसार ने लूटा
दुनिया में किसी ने भी तेरी क़दर ना जानी
क़िस्मत ने लिखी …

k‌yā k‌yā na sitam tujh par hue mahloṅ kī rānī
qismat ne likhī āṇsuoṅ se terī kahānī

itnī baṛī duniyā meṅ koī nahīṅ terā
yā ṭhokreṅ qismat kī haiṅ yā ġham kā aṇdherā
is duniyā ne ab tujhe miṭāne kī hai ṭhānī
qismat ne likhī …

āṇsū tere hṇstī huī kaliyoṅ ko rulā deṅ
āheṅ terī ākāśh ke pardoṅ ko hilā deṅ
nādān thā vo jisne terī ek nā mānī
qismat ne likhī …

āṇkheṅ terī benūr huīṅ dil terā ṭūṭā
bhagvān ke hote hue saṅsār ne lūṭā
duniyā meṅ kisī ne bhī terī qadar nā jānī
qismat ne likhī …