क्या खबर थी जानां तुमसे प्यार हो जाएगा
क्या खबर थी जानां तुमसे प्यार हो जाएगा
रहने दे दिल की बातें वरना पछताएगा
तुमसे प्यार हो जाएगा
अच्छा
क्या खबर थी जानां …
दिल मेरा ये जान-ए-जानां अनमोल है ये खज़ाना
तुझ पर लुटाऊंगा सदके मैं जाऊंगा
मुझसा है आशिक़ कहां हाय
क्या खबर थी जानां …
तुमसे करूं प्यार कैसे कर लूं मैं इकरार
मुझको सताओगे नींद उड़ाओगे अच्छी हैं ये दूरियां
क्या खबर थी जानां …
kyā khabar thī jānāṅ tumse pyār ho jāegā
rahne de dil kī bāteṅ varnā pachhtāegā
tumse pyār ho jāegā
achchhā
kyā khabar thī jānāṅ …
dil merā ye jān-e-jānāṅ anmol hai ye khazānā
tujh par luṭāūṅgā sadke maiṅ jāūṅgā
mujhsā hai āśhiq kahāṅ hāy
kyā khabar thī jānāṅ …
tumse karūṅ pyār kaise kar lūṅ maiṅ ikrār
mujhko satāoge nīṅd uṛāoge achchhī haiṅ ye dūriyāṅ
kyā khabar thī jānāṅ …