K‌yaa huaa, ik baat par barson kaa yaaraanaa gayaa

क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया
Work
Year
Language

क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया
इस बहाने दोस्तों का प्यार पहचाना गया
क्‌या हुआ, क्‌या हुआ
क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया

क्‌या सुनाएं हम किसी को, प्यार की ये दास्तां - (2)
प्यार की ये दास्तां
जान जाने को है बाकी, दिल तो दीवाना गया
क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया …

उनका, उनके ग़म का ऐ दिल, अब करें अफ़सोस क्‌या - (2)
अब करें अफ़सोस क्‌या
जिस को आना था वो आया, जिस को था जाना गया
क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया …

उनसे मिलने की इजाज़त, एक बस हमको नहीं - (2)
एक बस हमको नहीं
उनसे मिलने उनके घर, हर अपना बेगाना गया
क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया

क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया
किस बहाने दोस्तों का प्यार पहचाना गया
क्‌या हुआ, क्‌या हुआ
क्‌या हुआ, इक बात पर बरसों का याराना गया

k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā
is bahāne dostoṅ kā pyār pahchānā gayā
k‌yā huā, k‌yā huā
k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā

k‌yā sunāeṅ ham kisī ko, pyār kī ye dāstāṅ - (2)
pyār kī ye dāstāṅ
jān jāne ko hai bākī, dil to dīvānā gayā
k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā …

unkā, unke ġham kā ai dil, ab kareṅ afsos k‌yā - (2)
ab kareṅ afsos k‌yā
jis ko ānā thā vo āyā, jis ko thā jānā gayā
k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā …

unse milne kī ijāzat, ek bas hamko nahīṅ - (2)
ek bas hamko nahīṅ
unse milne unke ghar, har apnā begānā gayā
k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā

k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā
kis bahāne dostoṅ kā pyār pahchānā gayā
k‌yā huā, k‌yā huā
k‌yā huā, ik bāt par barsoṅ kā yārānā gayā