Kyaa huaa ek baatapar barson kaa yaaraanaa gayaa

क्या हुआ एक बातपर बरसों का याराना गया
Work
Year
Language

क्या हुआ एक बात पर, बरसों का याराना गया
इस बहाने दोस्तों का प्यार पहचाना गया

क्या सुनाये हम किसीको, प्यार की ये दास्तां
जान जाने को है बाकी, दिल तो दीवाना गया

उनका उनके गम का ऐ दिल अब करे अफ़सोस क्या
जिसको आना था वो आया, जिसको था जाना गया

उनसे मिलने की इजाज़त, एक बस हमको नहीं
उनसे मिलने उनके घर, हर अपना बेगाना गया

kyā huā ek bāt par, barsoṅ kā yārānā gayā
is bahāne dostoṅ kā pyār pahchānā gayā

kyā sunāye ham kisīko, pyār kī ye dāstāṅ
jān jāne ko hai bākī, dil to dīvānā gayā

unkā unke gam kā ai dil ab kare afsos kyā
jisko ānā thā vo āyā, jisko thā jānā gayā

unse milne kī ijāzat, ek bas hamko nahīṅ
unse milne unke ghar, har apnā begānā gayā