K‌yaa hoon main naa too jaane mujhe ... teree hastee hai k‌yaa

क्‌या हूँ मैं ना तू जाने मुझे ... तेरी हस्ती है क्‌या
Work
Year
Language

क्‌या हूँ मैं ना तू जाने मुझे तू पहचाने ना
एक होगा लाखों में जो प्यार मेरा पाएगा -2
जा रे जा दीवाने तू क्‌या मुझको झुकाएगा
तेरी हस्ती है क्‌या
क्‌या हूँ मैं ना तू …

हो मुझपे चले ऐसा तीर ही कहाँ
बांधे मुझे वो ज़ंजीर कहाँ
तेरी ग़ुलामी क़ुबूल करूँ ऐसी तेरी तक़दीर कहाँ
झूठा सुरूर तेरा झूठा ग़ुरूर तेरा
तेरा ग़ुरूर चूर कर दूँगी
तेरी हस्ती है क्‌या
क्‌या हूँ मैं ना तू …

हो शोला बदन तेरा शबाब
छू ले मुझे यहाँ किसमें है ताब
होंगे ना पूरे कभी तेरे ख़्वाब
ज़र्रा है तू और मैं आफ़ताब
बाग़-ए-शबाब हूँ वो आफ़ताब हूँ मैं
सीने में आग तेरे भर दूँगी
तेरी हस्ती है क्‌या
क्‌या हूँ मैं ना तू …

k‌yā hūṇ maiṅ nā tū jāne mujhe tū pahchāne nā
ek hogā lākhoṅ meṅ jo pyār merā pāegā -2
jā re jā dīvāne tū k‌yā mujhko jhukāegā
terī hastī hai k‌yā
k‌yā hūṇ maiṅ nā tū …

ho mujhpe chale aisā tīr hī kahāṇ
bāṅdhe mujhe vo zaṅjīr kahāṇ
terī ġhulāmī qubūl karūṇ aisī terī taqdīr kahāṇ
jhūṭhā surūr terā jhūṭhā ġhurūr terā
terā ġhurūr chūr kar dūṇgī
terī hastī hai k‌yā
k‌yā hūṇ maiṅ nā tū …

ho śholā badan terā śhabāb
chhū le mujhe yahāṇ kismeṅ hai tāb
hoṅge nā pūre kabhī tere khvāb
zarrā hai tū aur maiṅ āftāb
bāġh-e-śhabāb hūṇ vo āftāb hūṇ maiṅ
sīne meṅ āg tere bhar dūṇgī
terī hastī hai k‌yā
k‌yā hūṇ maiṅ nā tū …