क्या बतायें कितनी हसरत ... शाम वीराने में है
क्या बतायें कितनी हसरत
दिल के अफ़साने में है
सुबह गुलशन में हुई
और शाम वीराने में है
शाम वीराने में है
और शाम वीराने में है
शाम वीराने में है
हाय वो आग़ाज़-ए-उल्फ़त में ख़ुशी इकरार की
हाय वो किस-किस बहाने कोशिशें दीदार की
छुप के दुनिया की निगाहों से वो बातें प्यार की
अब ना जाने राज़ क्या मिल कर बिछड़ जाने में है
मिल कर बिछड़ जाने में है -2
शाम वीराने में है
क्या मुझे अपना बनाया था मिटाने के लिये
क्या ख़बर थी जावोगे जा कर न आने के लिये
जल उठी है आग़ ग़म की दिल जलाने के लिये
दिल लगाने का मज़ा अब घुट के मर जाने में है
अब घुट के मर जाने में है -2
शाम वीराने में है
कुछ समझ में ही नहीं आता कि अब जाऊँ किधर
ठोकरें खाना ही क़िसमत में लिखा है दर-ब-दर
मेरे मिटने की शकील उनको ना हो परवा मगर
उनका अफ़साना भी शामिल मेरे अफ़साने में है
अब मेरे अफ़साने में है -2
शाम वीराने में है
kyā batāyeṅ kitnī hasrat
dil ke afsāne meṅ hai
subah gulaśhan meṅ huī
aur śhām vīrāne meṅ hai
śhām vīrāne meṅ hai
aur śhām vīrāne meṅ hai
śhām vīrāne meṅ hai
hāy vo āġhāz-e-ulfat meṅ khuśhī ikrār kī
hāy vo kis-kis bahāne kośhiśheṅ dīdār kī
chhup ke duniyā kī nigāhoṅ se vo bāteṅ pyār kī
ab nā jāne rāz kyā mil kar bichhaṛ jāne meṅ hai
mil kar bichhaṛ jāne meṅ hai -2
śhām vīrāne meṅ hai
kyā mujhe apnā banāyā thā miṭāne ke liye
kyā khabar thī jāvoge jā kar na āne ke liye
jal uṭhī hai āġh ġham kī dil jalāne ke liye
dil lagāne kā mazā ab ghuṭ ke mar jāne meṅ hai
ab ghuṭ ke mar jāne meṅ hai -2
śhām vīrāne meṅ hai
kuchh samajh meṅ hī nahīṅ ātā ki ab jāūṇ kidhar
ṭhokreṅ khānā hī qismat meṅ likhā hai dar-ba-dar
mere miṭne kī śhakīl unko nā ho parvā magar
unkā afsānā bhī śhāmil mere afsāne meṅ hai
ab mere afsāne meṅ hai -2
śhām vīrāne meṅ hai