Kushiyon ke zamaane aae dil pyaar ke gaane gaae

कुशियों के ज़माने आए दिल प्यार के गाने गाए
Work
Year
Language

ख़ुशियों के ज़माने आए दिल प्यार के गाने गाए
मैने जबसे नैन लगाए हाय

धीरे-धीरे तेरा-मेरा मेरा-तेरा प्यार हुआ
नैनों के भाग जागे तेरा दीदार हुआ
होंठों पर तराने आए
दिल प्यार के गाने …

इस दिल को दिल में ले ले ले ले फिर जग जाएँ प्यार के मेले मेले
हो मेरे दिल में समा जा पिया दिल में समा जा तू आजा
अब काहे को देर लगाए
दिल प्यार के गाने …

चोरी-चोरी तूने मेरे दिल को चुराए लिया
जोरा-जोरी तूने मोहे अपना बनाए लिया
तूने सपने मेरे सजाए
दिल प्यार के गाने …

khuśhiyoṅ ke zamāne āe dil pyār ke gāne gāe
maine jabse nain lagāe hāy

dhīre-dhīre terā-merā merā-terā pyār huā
nainoṅ ke bhāg jāge terā dīdār huā
hoṅṭhoṅ par tarāne āe
dil pyār ke gāne …

is dil ko dil meṅ le le le le phir jag jāeṇ pyār ke mele mele
ho mere dil meṅ samā jā piyā dil meṅ samā jā tū ājā
ab kāhe ko der lagāe
dil pyār ke gāne …

chorī-chorī tūne mere dil ko churāe liyā
jorā-jorī tūne mohe apnā banāe liyā
tūne sapne mere sajāe
dil pyār ke gāne …