ख़ुश रहो अहल-ए-चमन हम तो चमन छोड़ चले
ख़ुश रहो अहल-ए-चमन
ख़ाक़ परदेस की छानेंगे वतन छोड़ चले
ख़ुश रहो अहल-ए-चमन …
भूल जाना हमें हम याद के क़ाबिल ही नहीं -2
क्या पता दें कि हमारी कोई मंज़िल ही नहीं
अपनी तक़दीर के दरिया का तो साहिल ही नहीं
ख़ुश रहो अहल-ए-चमन …
कोई भूले से हमें पूछे तो समझा देना
एक बुझता हुआ दीपक उसे दिखला देना
आँख जो उसकी छलक जाए तो बहला देना
ख़ुश रहो अहल-ए-चमन …
रोज़ जब रात के आँचल में सितारे होंगे -2
ये समझ लेना कि वो अश्क़ हमारे होंगे
और किस हाल में हम दर्द के मारे होंगे
ख़ुश रहो अहल-ए-चमन …
khuśh raho ahal-e-chaman ham to chaman chhoṛ chale
khuśh raho ahal-e-chaman
khāq pardes kī chhāneṅge vatan chhoṛ chale
khuśh raho ahal-e-chaman …
bhūl jānā hameṅ ham yād ke qābil hī nahīṅ -2
kyā patā deṅ ki hamārī koī maṅzil hī nahīṅ
apnī taqdīr ke dariyā kā to sāhil hī nahīṅ
khuśh raho ahal-e-chaman …
koī bhūle se hameṅ pūchhe to samjhā denā
ek bujhtā huā dīpak use dikhlā denā
āṇkh jo uskī chhalak jāe to bahlā denā
khuśh raho ahal-e-chaman …
roz jab rāt ke āṇchal meṅ sitāre hoṅge -2
ye samajh lenā ki vo aśhq hamāre hoṅge
aur kis hāl meṅ ham dard ke māre hoṅge
khuśh raho ahal-e-chaman …