Kuchh yaad rahe to sun kar jaa

कुछ याद रहे तो सुन कर जा
Work
Year
Language

कुछ याद रहे
कुछ याद रहे तो सुन कर जा
हाँ कर जा, या ना कर जा
तू हाँ कर जा, या ना कर जा
(कुछ याद रहे तो सुन कर जा)-2
(तू हाँ कर जा, या ना कर जा)-2

(भूल सके तो भूल ही जाना
क्‌या भूली हूँ, भूल बताना)-2
दर्द दिया जो
दर्द दिया है, लेकर जा
(तू हाँ कर जा, या ना कर जा)-2

(क्‌या स्वप्न रहेगा, स्वप्न जो देखा
कैसे बताऊँ क्‌या क्‌या देखा)-2
देखूँ कुछ तेरे
देखूँ कुछ ऐसा कर जा
(तू हाँ कर जा, या ना कर जा)-2

(तुम पास थे, फिर भी दूर रहे
मजबूर थे हम, मजबूर रहे)-2
क्‌या सम्झूँ मैं
क्‌या समझूँ, समझाकर जा
(तू हाँ कर जा या ना कर जा)-2

kuchh yād rahe
kuchh yād rahe to sun kar jā
hāṇ kar jā, yā nā kar jā
tū hāṇ kar jā, yā nā kar jā
(kuchh yād rahe to sun kar jā)-2
(tū hāṇ kar jā, yā nā kar jā)-2

(bhūl sake to bhūl hī jānā
k‌yā bhūlī hūṇ, bhūl batānā)-2
dard diyā jo
dard diyā hai, lekar jā
(tū hāṇ kar jā, yā nā kar jā)-2

(k‌yā svapn rahegā, svapn jo dekhā
kaise batāūṇ k‌yā k‌yā dekhā)-2
dekhūṇ kuchh tere
dekhūṇ kuchh aisā kar jā
(tū hāṇ kar jā, yā nā kar jā)-2

(tum pās the, phir bhī dūr rahe
majbūr the ham, majbūr rahe)-2
k‌yā samjhūṇ maiṅ
k‌yā samjhūṇ, samjhākar jā
(tū hāṇ kar jā yā nā kar jā)-2