कुछ कम रोशन है रौशनी
कुछ कम गीलीं हैं बारिशें
कुछ कम लहराती है हवा
कुछ कम हैं दिल में ख्वाईशें
थम सा गया है, यह वक़्त ऐसे
तेरे लिए ही ठहरा हो जैसे
क्यों मेरी साँस भी कुछ भीगी सी है
दूरियों से हुई नजदीकी सी है
जाने क्या यह बात है
हर सुबह अब रात है
फूल महके नहीं, कुछ गुमसुम से हैं
जैसे रूठे हुए, कुछ ये तुमसे हैं
खुश्बुएं ढल गयीं
साथ तुम अब जो नहीं
kuchh kam rośhan hai rauśhnī
kuchh kam gīlīṅ haiṅ bāriśheṅ
kuchh kam lahrātī hai havā
kuchh kam haiṅ dil meṅ khvāīśheṅ
tham sā gayā hai, yah vaqt aise
tere lie hī ṭhahrā ho jaise
kyoṅ merī sāṇs bhī kuchh bhīgī sī hai
dūriyoṅ se huī najdīkī sī hai
jāne kyā yah bāt hai
har subah ab rāt hai
phūl mahke nahīṅ, kuchh gumsum se haiṅ
jaise rūṭhe hue, kuchh ye tumse haiṅ
khuśhbueṅ ḍhal gayīṅ
sāth tum ab jo nahīṅ