Kuchh aisaa chher ... tujhe dekh ke machal gayaa aaj meraa man

कुछ ऐसा छेड़ ... तुझे देख के मचल गया आज मेरा मन्
Work
Year
Language

कुछ ऐसा छेड़ उमंगों का राग आज की रात
के जाए ख़ाब जवानी के जाग आज की रात
ज़माना जिसको मोहब्बत की आग कहता है
दिल-ओ-जिगर में लगा दें वो आग आज की रात

आँ
( तुझे देख के मचल गया आज मेरा मन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन ) -2

वो मुस्कुराये इनायत इसी को कहते हैं
नज़र चुराये शरारत इसी को कहते हैं
ये मीठी आँख मिचौली ये दिल्लगी ये अदा
अजी हुज़ूर मुहब्बत इसी को कहते हैं

आँ
( तुझे देख के मचल गया आज मेरा मन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन ) -2


तू है सलीम मेरा मैं तेरी अनारकली
क़ुबूल कर मेरी उल्फ़त की पुरबहार कली
ओ ताजदार मेरे इश्क़ की बहार है तू
खिला दे आज मेरे दिल की बेकरार कली

आँ
( तुझे देख के मचल गया आज मेरा मन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन
मेरे दिल की पायल बाजे सैयाँ छन छन छन ) -2

kuchh aisā chheṛ umaṅgoṅ kā rāg āj kī rāt
ke jāe khāb javānī ke jāg āj kī rāt
zamānā jisko mohabbat kī āg kahtā hai
dil-o-jigar meṅ lagā deṅ vo āg āj kī rāt

āṇ
( tujhe dekh ke machal gayā āj merā man
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan ) -2

vo muskurāye ināyat isī ko kahte haiṅ
nazar churāye śharārat isī ko kahte haiṅ
ye mīṭhī āṇkh michaulī ye dillgī ye adā
ajī huzūr muhabbat isī ko kahte haiṅ

āṇ
( tujhe dekh ke machal gayā āj merā man
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan ) -2

ā
tū hai salīm merā maiṅ terī anāraklī
qubūl kar merī ulfat kī purabhār kalī
o tājdār mere iśhq kī bahār hai tū
khilā de āj mere dil kī bekrār kalī

āṇ
( tujhe dekh ke machal gayā āj merā man
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan
mere dil kī pāyal bāje saiyāṇ chhan chhan chhan ) -2