Krishna, you are the greatest musician of the world

Krishna, you are the greatest musician of the world
Year
Language

को: कृष्णा कृष्णा कृष्णा
कृष्णा हरे कृष्णा
कृष्णा राधे कृष्णा
कु: ओ कृष्णा you are the greatest musician of this world
ओ कृष्णा क्‌यूं वादा दे के refusion of the world

अ: बाँसुरी से तूने प्रेम सन्देशा दिया है मोहना

कु: तूने जो भी गीत सुनाया गीता बन के जग पे छाया
ज्ञान का मन में दीप जलाया
तूने ही सब को लुभाया और सब को नचाया
अ: प्यार को तूने किया है पावन हर इन्सां को दिया है जीवन
हर आंगन में राधा मोहन
तूने ही जग को अमर संगीत सुनाया

ko: kṛṣhṇā kṛṣhṇā kṛṣhṇā
kṛṣhṇā hare kṛṣhṇā
kṛṣhṇā rādhe kṛṣhṇā
ku: o kṛṣhṇā you are the greatest musician of this world
o kṛṣhṇā k‌yūṅ vādā de ke refusion of the world

a: bāṇsurī se tūne prem sandeśhā diyā hai mohnā

ku: tūne jo bhī gīt sunāyā gītā ban ke jag pe chhāyā
jñān kā man meṅ dīp jalāyā
tūne hī sab ko lubhāyā aur sab ko nachāyā
a: pyār ko tūne kiyā hai pāvan har insāṅ ko diyā hai jīvan
har āṅgan meṅ rādhā mohan
tūne hī jag ko amar saṅgīt sunāyā