कोयल क्यों गाए ... बाग़ से जब पतझड़ जाए रे
र: कोयल क्यों गाए -8
ल: बाग़ से जब पतझड़ जाए रे बहार चली आए
मन मस्त पवन धड़काए कि अम्बुआ पे कोयल गाए
ल: बादल क्यों छाए -4
र: बिरहा के जब गीत कोई गाए रे तो आग लग जाए
रिमझिम पानी बरसाए कि आकाश पे बादल छाए
( हिरनी सी आँख तेरी ) -3 मोरनी सी चाल
आ तुझसे पूछूँ मैं इक छोटा सा सवाल
बाजे क्यूं घुँघरू -2
ल: पाँव में जब काँटा लग जाए मारे दर्द के हाय
जब रात में नींद न आए तो छम-छम बाजे घुँघरू
( नीले गगन पे आई ) -2 चाँद की बारात
आ तुझसे पूछूँ मैं इक छोटा सी ये बात
मनवा क्यूँ डोले -2
र: नदिया में जब नाव खाए हिचकोले चोरी-चोरी हौले-हौले
जब साजन घूँघट खोले तो गोरी का मनवा डोले
ल: ( इत्ता ग़ुमान देखो-देखो ) -3 होता है ख़राब
अबके सम्भल के देना ओ राजा मुझे देना जवाब
झुमका क्यों झूमें -2
र: इत्ती सी बात न जाने सब तेरे हैं दीवाने
झुमका झूमने के बहाने तेरा फूल सा मुझड़ा चूमे
आप आए बहार …
boys: कोयल क्यों गाए
girls: बादल क्यों छाए
boys: कोयल क्यों
र: गाए
girls: बादल क्यों
ल: छाए
ra: koyal kyoṅ gāe -8
la: bāġh se jab patjhaṛ jāe re bahār chalī āe
man mast pavan dhaṛkāe ki ambuā pe koyal gāe
la: bādal kyoṅ chhāe -4
ra: birhā ke jab gīt koī gāe re to āg lag jāe
rimjhim pānī barsāe ki ākāśh pe bādal chhāe
( hirnī sī āṇkh terī ) -3 mornī sī chāl
ā tujhse pūchhūṇ maiṅ ik chhoṭā sā savāl
bāje kyūṅ ghuṇghrū -2
la: pāṇv meṅ jab kāṇṭā lag jāe māre dard ke hāy
jab rāt meṅ nīṅd na āe to chham-chham bāje ghuṇghrū
( nīle gagan pe āī ) -2 chāṇd kī bārāt
ā tujhse pūchhūṇ maiṅ ik chhoṭā sī ye bāt
manvā kyūṇ ḍole -2
ra: nadiyā meṅ jab nāv khāe hichkole chorī-chorī haule-haule
jab sājan ghūṇghaṭ khole to gorī kā manvā ḍole
la: ( ittā ġhumān dekho-dekho ) -3 hotā hai kharāb
abke sambhal ke denā o rājā mujhe denā javāb
jhumkā kyoṅ jhūmeṅ -2
ra: ittī sī bāt na jāne sab tere haiṅ dīvāne
jhumkā jhūmne ke bahāne terā phūl sā mujhaṛā chūme
āp āe bahār …
boys: koyal kyoṅ gāe
girls: bādal kyoṅ chhāe
boys: koyal kyoṅ
ra: gāe
girls: bādal kyoṅ
la: chhāe