कोई सहरी बाबू दिल-लहरी बाबू हाय रे
( कोई सहरी बाबू
दिल-लहरी बाबू हाय रे
पग बाँध गया घुँघरू
मैं छम-छम नचदी फिराँ ) -2
मैं तो चलूँ हौले-हौले
फिर भी मन डोले हाय रे
मेरे रब्बा मैं की कराँ
मैं छम-छम नचदी फिराँ
कोई सहरी बाबू
दिल-लहरी बाबू हाय रे
पग बाँध गया घुँघरू
मैं छम-छम नचदी फिराँ
( पनघट पे मैं कम जाने लगी
नटखट से मैं शरमाने लगी ) -2
धड़कन से मैं घबराने लगी
दरपन से मैं कतराने लगी
मन खाये हिचकोले
ऐसे जैसे नैया डोले हाय रे
मेरे रब्बा मैं की कराँ
मैं छम-छम नचदी फिराँ
कोई सहरी बाबू
दिल-लहरी बाबू हाय रे
पग बाँध गया घुँघरू
मैं छम-छम नचदी फिराँ
( सपनों में चोरी से आने लगा
रातों की निंदिया चुराने लगा ) -2
नैनों की डोली बिठा के मुझे
ले के बहुत दूर जाने लगा
मेरे घुँघटा को खोले
मीठे-मीठे बोल बोले हाय रे
मेरे रब्बा मैं की कराँ
मैं छम-छम नचदी फिराँ
कोई सहरी बाबू
दिल-लहरी बाबू हाय रे
पग बाँध गया घुँघरू
मैं छम-छम नचदी फिराँ
( koī sahrī bābū
dil-lahrī bābū hāy re
pag bāṇdh gayā ghuṇghrū
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ ) -2
maiṅ to chalūṇ haule-haule
phir bhī man ḍole hāy re
mere rabbā maiṅ kī karāṇ
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ
koī sahrī bābū
dil-lahrī bābū hāy re
pag bāṇdh gayā ghuṇghrū
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ
( panghaṭ pe maiṅ kam jāne lagī
naṭkhaṭ se maiṅ śharmāne lagī ) -2
dhaṛkan se maiṅ ghabrāne lagī
darpan se maiṅ katrāne lagī
man khāye hichkole
aise jaise naiyā ḍole hāy re
mere rabbā maiṅ kī karāṇ
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ
koī sahrī bābū
dil-lahrī bābū hāy re
pag bāṇdh gayā ghuṇghrū
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ
( sapnoṅ meṅ chorī se āne lagā
rātoṅ kī niṅdiyā churāne lagā ) -2
nainoṅ kī ḍolī biṭhā ke mujhe
le ke bahut dūr jāne lagā
mere ghuṇghṭā ko khole
mīṭhe-mīṭhe bol bole hāy re
mere rabbā maiṅ kī karāṇ
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ
koī sahrī bābū
dil-lahrī bābū hāy re
pag bāṇdh gayā ghuṇghrū
maiṅ chham-chham nachdī phirāṇ