कोई नही है फिर भी है मुझ को
कोई नहीं है फिर भी है मुझको
क्या जाने किसका इंतजार
ये भी ना जानूँ लहराके आँचल
किसको बुलाए बार बार
सोचूँ ये हैं उंगलियाँ किसके प्यारकी
गालों को छूए जो डाली बहार की
कौन है ऐ हवा, ऐ बहार
पानी में छबी मैं देखूँ खड़ी खड़ी
बालों में सज़ा के कलियाँ बड़ी बड़ी
फिर बनूँ आप ही बेकरार
वादी में निशान मेरे ही पाँव के
फूलों पे है रंग मेरी ही छाँव के
फिर भी क्यों आए ना ऐतबार
koī nahīṅ hai phir bhī hai mujhko
kyā jāne kiskā iṅtjār
ye bhī nā jānūṇ lahrāke āṇchal
kisko bulāe bār bār
sochūṇ ye haiṅ uṅgliyāṇ kiske pyārkī
gāloṅ ko chhūe jo ḍālī bahār kī
kaun hai ai havā, ai bahār
pānī meṅ chhabī maiṅ dekhūṇ khaṛī khaṛī
bāloṅ meṅ sazā ke kaliyāṇ baṛī baṛī
phir banūṇ āp hī bekrār
vādī meṅ niśhān mere hī pāṇv ke
phūloṅ pe hai raṅg merī hī chhāṇv ke
phir bhī kyoṅ āe nā aitbār