Koee na koee chaahie pyaar karne vaalaa

कोई न कोई चाहिए प्यार करने वाला
Work
Year
Language

कोई न कोई चाहिए प्यार करने वाला
कोई न कोई चाहिए हम पे मरने वाला
दिल-ओ-जां लुटाएंगे हम तो उसी पर
साथ में बिताएंगे शाम-ओ-सहर
शाम-ओ-सहर मेरे यारा
कोई न कोई चाहिए …

उस चाँद जैसे टुकड़े को सीने से लगा लूंगा
उस रेशमी मुखड़े को आँखों में छिपा लूंगा
दीवाना मुझसा न मिलेगा उसको
इस ज़मीं से लेके सारे आसमां तक
कोई न कोई चाहिए …

न मेरी कोई मंज़िल न मेरा है ठिकाना
मैने तो सीखा यारों काँटों से दिल लगाना
उल्फ़त का मैं दीवाना हूँ दुनिया से मैं बेगाना हूँ
बाहों में आसमां है कदमों में है ज़माना
कोई न कोई चाहिए …

koī na koī chāhie pyār karne vālā
koī na koī chāhie ham pe marne vālā
dil-o-jāṅ luṭāeṅge ham to usī par
sāth meṅ bitāeṅge śhām-o-sahar
śhām-o-sahar mere yārā
koī na koī chāhie …

us chāṇd jaise ṭukaṛe ko sīne se lagā lūṅgā
us reśhmī mukhaṛe ko āṇkhoṅ meṅ chhipā lūṅgā
dīvānā mujhsā na milegā usko
is zamīṅ se leke sāre āsmāṅ tak
koī na koī chāhie …

na merī koī maṅzil na merā hai ṭhikānā
maine to sīkhā yāroṅ kāṇṭoṅ se dil lagānā
ulfat kā maiṅ dīvānā hūṇ duniyā se maiṅ begānā hūṇ
bāhoṅ meṅ āsmāṅ hai kadmoṅ meṅ hai zamānā
koī na koī chāhie …