कोई दिल में समाया चुपके-चुपके-चुपके
कोई दिल में समाया चुपके-चुपके-चुपके
मेरे सपनों में आया छुप के
कोई दिल में समाया चुपके-चुपके-चुपके
दबे-दबे पाँव मेरे सामने वो आ गये -2
लाज के मारे मोरे नैना शर्मा गये -2
मैंए मुखड़ा छुपाया छुप के छुप के छुप के -2
मेरे सपनों में आया छुप के
कोई दिल में समाया चुपके-चुपके-चुपके
पिया कहने लगे गोरी हमें तरसाओ ना -2
जिया बेक़रार है मुखड़ा छुपाओ ना -2
मैने घूँघट हटाया रुक के रुक के रुक के -2
मेरे सपनों में आया छुप के
कोई दिल में समाया चुपके-चुपके-चुपके -2
koī dil meṅ samāyā chupke-chupke-chupke
mere sapnoṅ meṅ āyā chhup ke
koī dil meṅ samāyā chupke-chupke-chupke
dabe-dabe pāṇv mere sāmne vo ā gaye -2
lāj ke māre more nainā śharmā gaye -2
maiṅe mukhaṛā chhupāyā chhup ke chhup ke chhup ke -2
mere sapnoṅ meṅ āyā chhup ke
koī dil meṅ samāyā chupke-chupke-chupke
piyā kahne lage gorī hameṅ tarsāo nā -2
jiyā beqrār hai mukhaṛā chhupāo nā -2
maine ghūṇghaṭ haṭāyā ruk ke ruk ke ruk ke -2
mere sapnoṅ meṅ āyā chhup ke
koī dil meṅ samāyā chupke-chupke-chupke -2