कोई दिल में है ... किसे याद रखूँ
कोई दिल में है और कोई नज़र में
मुहब्बत के सपने मैं किसपे लुटाऊँ
इसी कश-म-कश में जिए जा रहा हूँ
किसे याद रखूँ किसे भूल जाऊँ
बचपन के प्यार की मिटती नहीं निशानी
कितना ही मिटाना चाहे इसे जवानी
किसे याद रखूँ …
उधर दिल मोहब्बत में उनको दिया है
इधर फ़र्ज़ का बोझ सर पे लिया है
अरे ज़िन्दगी तूने ये क्या किया है
किसे याद रखूँ …
न बस में है इनको नज़र से गिराना
मेरी बेबसी का इतना फ़साना
किसे याद रखूँ …
koī dil meṅ hai aur koī nazar meṅ
muhabbat ke sapne maiṅ kispe luṭāūṇ
isī kaśh-ma-kaśh meṅ jie jā rahā hūṇ
kise yād rakhūṇ kise bhūl jāūṇ
bachapan ke pyār kī miṭtī nahīṅ niśhānī
kitnā hī miṭānā chāhe ise javānī
kise yād rakhūṇ …
udhar dil mohabbat meṅ unko diyā hai
idhar farz kā bojh sar pe liyā hai
are zindgī tūne ye kyā kiyā hai
kise yād rakhūṇ …
na bas meṅ hai inko nazar se girānā
merī bebsī kā itnā fasānā
kise yād rakhūṇ …