कोई बता दे दिल है जहाँ, क्यो होता है दर्द वहाँ
कोई बता दे दिल है जहाँ
क्यो होता है दर्द वहाँ
तीर चला के ये तो ना पूछो
दिल है कहाँ और दर्द कहाँ
जाने रात को आँखों से
नींद कहाँ उड जाती है
अपने घर में गैर को पाकर बेचारी मुड़ जाती है
दिल पर ऐसी क्या गुजरी
घडी घडी ये घबराए
मैं तो किसी का हो बैठा, ये धडक धडक कर समझाए
जब हो खलिश सी पहलू में
समझो प्यार ने काम किया
ऐसे प्यार को क्या कहीए के जिसने बेआराम किया
koī batā de dil hai jahāṇ
kyo hotā hai dard vahāṇ
tīr chalā ke ye to nā pūchho
dil hai kahāṇ aur dard kahāṇ
jāne rāt ko āṇkhoṅ se
nīṅd kahāṇ uḍ jātī hai
apne ghar meṅ gair ko pākar bechārī muṛ jātī hai
dil par aisī kyā gujrī
ghaḍī ghaḍī ye ghabrāe
maiṅ to kisī kā ho baiṭhā, ye dhaḍak dhaḍak kar samjhāe
jab ho khaliśh sī pahlū meṅ
samjho pyār ne kām kiyā
aise pyār ko kyā kahīe ke jisne beārām kiyā