कोई आया धड़कन कहती है
धीरे से पलकों की ये गिरती, उठती चिलमन कहती है
होने लगी किसी आहट की गुलकारियाँ
परवाना बनके उडी दिल की चिन्गारियाँ
झूम गया झिलमिलाता दिया
चाँद हँसा लेके दर्पन मेरे सामने
घबरा के मैं लट उलझी लगी थामने
छेड़ गई मुझे चंचल हवा
आ ही गया मीठी मीठी सी उलझन लिए
खो ही गई मैं तो शरमाई चितवन लिए
गोरे बदन से पसीना बहा
koī āyā dhaṛkan kahtī hai
dhīre se palkoṅ kī ye girtī, uṭhtī chilman kahtī hai
hone lagī kisī āhaṭ kī gulkāriyāṇ
parvānā banke uḍī dil kī chingāriyāṇ
jhūm gayā jhilmilātā diyā
chāṇd hṇsā leke darpan mere sāmne
ghabrā ke maiṅ laṭ uljhī lagī thāmne
chheṛ gaī mujhe chaṅchal havā
ā hī gayā mīṭhī mīṭhī sī uljhan lie
kho hī gaī maiṅ to śharmāī chitavan lie
gore badan se pasīnā bahā