Kitnaa pyaar karte hain tumhen sanm

कितना प्यार करते हैं तुम्हें सनम
Work
Year
Language

कितना प्यार करते हैं तुम्हें सनम
मेरे दिल से पूछ लो ना
बिना सांस कैसे जिये जा रहे हम
मेरे दिल से पूछ लो ना

मैंने तेरे नाम सारी जिंदगी कर दी
ख्वाबों में तनहाईयों की सादगी भर दी
क्यों सितमगर है खुदाई, कैसी होती है जुदाई
कितना सक्त होता है ये दूरी का गम
मेरे दिल से पूछ लो ना

बहते अश्कों में छुपी हैं प्यार की बातें
लम्हा लम्हा याद आती वो मुलाकातें
चाहतों की टूडी लडीयाँ, कैसे कटती है यह घडीयाँ
किस तरह से करती है सदा यह सितम
मेरे दिल से पूछ लो ना

kitnā pyār karte haiṅ tumheṅ sanam
mere dil se pūchh lo nā
binā sāṅs kaise jiye jā rahe ham
mere dil se pūchh lo nā

maiṅne tere nām sārī jiṅdgī kar dī
khvāboṅ meṅ tanhāīyoṅ kī sādgī bhar dī
kyoṅ sitamgar hai khudāī, kaisī hotī hai judāī
kitnā sakt hotā hai ye dūrī kā gam
mere dil se pūchh lo nā

bahte aśhkoṅ meṅ chhupī haiṅ pyār kī bāteṅ
lamhā lamhā yād ātī vo mulākāteṅ
chāhtoṅ kī ṭūḍī laḍīyāṇ, kaise kaṭtī hai yah ghaḍīyāṇ
kis tarah se kartī hai sadā yah sitam
mere dil se pūchh lo nā