Kitnaa haseen hai mausam, kitnaa haseen saphar hai

कितना हसीं है मौसम, कितना हसीं सफर है
Work
Year
Language

कितना हसीन है मौसम, कितना हसीन सफ़र है
साथी है खुबसूरत, ये मौसम को भी खबर है

मिलती नहीं है मंज़िल, राही जो हो अकेला
दो हो तो फिर जहाँ भी, चाहे लगा लो मेला
दिल मिल गये तो फिर क्या, जंगल भी एक घर है

ना जाने ये हवायें क्या कहना चाहती हैं
पंछी तेरी सदायें क्या कहना चाहती हैं
कुछ तो है आज जिस का हर चीज़ पर असर है

कुदरत ये कह रही है, आ दिल से दिल मिला ले
उल्फ़त से आग ले कर, दिल का दिया जला ले
सच्ची अगर लगन है, फिर किस का तुझको डर है

kitnā hasīn hai mausam, kitnā hasīn safar hai
sāthī hai khubsūrat, ye mausam ko bhī khabar hai

miltī nahīṅ hai maṅzil, rāhī jo ho akelā
do ho to phir jahāṇ bhī, chāhe lagā lo melā
dil mil gaye to phir kyā, jaṅgal bhī ek ghar hai

nā jāne ye havāyeṅ kyā kahnā chāhtī haiṅ
paṅchhī terī sadāyeṅ kyā kahnā chāhtī haiṅ
kuchh to hai āj jis kā har chīz par asar hai

kudarat ye kah rahī hai, ā dil se dil milā le
ulfat se āg le kar, dil kā diyā jalā le
sachchī agar lagan hai, phir kis kā tujhko ḍar hai