कितना हसीं है जहाँ जादू भरा है समाँ
कितना हसीं है जहाँ
जादू भरा है समाँ
जागे हैं अरमाँ नए लेके अंगड़ाइयाँ
कितना हसीं है …
नूर का क़ाफ़िला है फ़लक़ पे रवाँ
जगमगाने लगा नीलमी आसमाँ
कितना हसीं है …
हट गईं चाँद से रेशमी बदलियाँ
मुस्कुराने लगीं साँवली वादियाँ
कितना हसीं है …
कह रही है नज़र प्यार की दास्ताँ
काश समझे कोई धड़कनों की ज़बाँ
कितना हसीं है …
kitnā hasīṅ hai jahāṇ
jādū bharā hai samāṇ
jāge haiṅ armāṇ nae leke aṅgaṛāiyāṇ
kitnā hasīṅ hai …
nūr kā qāfilā hai falaq pe ravāṇ
jagamgāne lagā nīlmī āsmāṇ
kitnā hasīṅ hai …
haṭ gaīṅ chāṇd se reśhmī badliyāṇ
muskurāne lagīṅ sāṇvlī vādiyāṇ
kitnā hasīṅ hai …
kah rahī hai nazar pyār kī dāstāṇ
kāśh samjhe koī dhaṛaknoṅ kī zabāṇ
kitnā hasīṅ hai …