Kitaab-e-dard men likhaa mere gham kaa fasaanaa hai

किताब-ए-दर्द में लिखा मेरे ग़म का फ़साना है
Work
Year
Language

किताब-ए-दर्द में लिखा मेरे ग़म का फ़साना है
ब-कूर-ए-यास-ओ-हसरत से भरा दिल का ख़ज़ाना है
किताब-ए-दर्द में लि

न एक लम्हा हा भी जा लाया कभी इस दर-ए-फ़ानी में -2
मिला मौक़ा जिसे मुझको बनाता वो निशाना है
किताब-ए-दर्द में लिखा मेरे ग़म का फ़साना है
ब-कूर-ए-यास-ओ-हस

उमीदें मिट मिट गईं सारी फ़लक़ कि ये भी ज़रीबी से है -2
जिसे अपना समझता था हुआ वो भी बेगाना है
किताब-ए-दर्द में लिखा मेरे ग़म का फ़साना है
किताब-ए-दर्द में लिखा

kitāb-e-dard meṅ likhā mere ġham kā fasānā hai
ba-kūr-e-yās-o-hasrat se bharā dil kā khazānā hai
kitāb-e-dard meṅ li

na ek lamhā hā bhī jā lāyā kabhī is dar-e-fānī meṅ -2
milā mauqā jise mujhko banātā vo niśhānā hai
kitāb-e-dard meṅ likhā mere ġham kā fasānā hai
ba-kūr-e-yās-o-has

umīdeṅ miṭ miṭ gaīṅ sārī falaq ki ye bhī zarībī se hai -2
jise apnā samajhtā thā huā vo bhī begānā hai
kitāb-e-dard meṅ likhā mere ġham kā fasānā hai
kitāb-e-dard meṅ likhā