कित गये हो खेवनहार नैया डूबती
कित गये हो खेवनहार -3
नैया डूबती है
नैया डूबती
कित गये हो खेवनहार -2
जो मैं ऐसा जानती प्रीत कि ये दुख होय
नगर ढंढो रा पीटती प्रीता न करियो कोय
मोहे छाड़े चले मझधार -2
नैया डूबती है
नैया डूबती
कित गये हो खेवनहार -2
कित गये हो
( बिछड़ गये मोरे संग-संघाती
नाव खेवैया जीवन-साथी ) -2
नाव खेवैया जीवन-साथी
मोहे कौन लगावे पार -3
नैया डूबती है
नैया डूबती
कित गये हो खेवनहार -3
kit gaye ho khevanhār -3
naiyā ḍūbtī hai
naiyā ḍūbtī
kit gaye ho khevanhār -2
jo maiṅ aisā jāntī prīt ki ye dukh hoy
nagar ḍhaṅḍho rā pīṭtī prītā na kariyo koy
mohe chhāṛe chale majhdhār -2
naiyā ḍūbtī hai
naiyā ḍūbtī
kit gaye ho khevanhār -2
kit gaye ho
( bichhaṛ gaye more saṅg-saṅghātī
nāv khevaiyā jīvan-sāthī ) -2
nāv khevaiyā jīvan-sāthī
mohe kaun lagāve pār -3
naiyā ḍūbtī hai
naiyā ḍūbtī
kit gaye ho khevanhār -3