किसी महरबां ने आकर मेरी ज़िंदगी सजा दी
किसी महरबां ने आकर मेरी ज़िंदगी सजा दी
मेरी धड़कनों में नई आरज़ू जगा दी
मेरी धड़कनों …
तन्हाइयों की हरदम आगोश का ये मन्ज़र
ठहरा हुआ था मेरी बेताबी का समन्दर
मांझी का आगे छेड़ा हलचल लो मचा दी
किसी महरबां ने …
आईं नई बहारें बरसात की रात हो तुम
वो आरज़ू में गुज़रती थी बेनूर का ये आलम
अन्धेरे रास्ते में मुझे रोशनी दिखा दी
किसी महरबां ने …
kisī maharbāṅ ne ākar merī ziṅdgī sajā dī
merī dhaṛaknoṅ meṅ naī ārazū jagā dī
merī dhaṛaknoṅ …
tanhāiyoṅ kī hardam āgośh kā ye manzar
ṭhahrā huā thā merī betābī kā samandar
māṅjhī kā āge chheṛā halchal lo machā dī
kisī maharbāṅ ne …
āīṅ naī bahāreṅ barsāt kī rāt ho tum
vo ārazū meṅ guzartī thī benūr kā ye ālam
andhere rāste meṅ mujhe rośhnī dikhā dī
kisī maharbāṅ ne …