Kisee kee aankh ke aansoo hain sitaare na kaho

किसी की आँख के आँसू हैं सितारे न कहो
Work
Year
Language

किसी की आँख के आँसू है, सितारे न कहो
नज़र का धोका है तुम, इनको नज़ारे न कहो

ये मुरव्वत हैं जो मिलते हैं, मोहब्बत तो नहीं
वो किसी और के हैं, उनको हमारे न कहो
नज़र का धोका है तुम, इनको नज़ारे न कहो

लगी जो ठीक ही मौजों की खेल ? में टूट पड़े
घनी(थमी ?) घनी से ये तूफ़ाँ है, किनारे न कहो
नज़र का धोका है तुम, इनको नज़ारे न कहो

kisī kī āṇkh ke āṇsū hai, sitāre na kaho
nazar kā dhokā hai tum, inko nazāre na kaho

ye muravvat haiṅ jo milte haiṅ, mohabbat to nahīṅ
vo kisī aur ke haiṅ, unko hamāre na kaho
nazar kā dhokā hai tum, inko nazāre na kaho

lagī jo ṭhīk hī maujoṅ kī khel ? meṅ ṭūṭ paṛe
ghanī(thamī ?) ghanī se ye tūfāṇ hai, kināre na kaho
nazar kā dhokā hai tum, inko nazāre na kaho