किस तरह भूलेगा दिल
उनका ख़याल आया हुआ
जा नहीं सकता अभी
शीशे में दाग़ आया हुआ
ओ घटा काली घटा, अब के बरस तू ना बरस-2
मेरे प्रीतम को अभी परदेस है भाया हुआ-2
किस तरह भूलेगा दिल
आ चमन से
आ चमन से दूर बुल्बुल
जाके रोये, रोये साथ साथ
तेरा दिल भी चोट है
मेरी तरह खाया हुआ -2
किस तरह भूलेगा दिल
ख़ुश रहे दुनिया में वो
जिसने है तोड़ा दिल मेरा-2
दे रहा है ये दुआ
आँखों में अश्क आया हुआ-2
किस तरह भूलेगा दिल
उनका ख़याल आया हुआ
kis tarah bhūlegā dil
unkā khayāl āyā huā
jā nahīṅ saktā abhī
śhīśhe meṅ dāġh āyā huā
o ghaṭā kālī ghaṭā, ab ke baras tū nā baras-2
mere prītam ko abhī pardes hai bhāyā huā-2
kis tarah bhūlegā dil
ā chaman se
ā chaman se dūr bulbul
jāke roye, roye sāth sāth
terā dil bhī choṭ hai
merī tarah khāyā huā -2
kis tarah bhūlegā dil
khuśh rahe duniyā meṅ vo
jisne hai toṛā dil merā-2
de rahā hai ye duā
āṇkhoṅ meṅ aśhk āyā huā-2
kis tarah bhūlegā dil
unkā khayāl āyā huā