किस का रस्ता देखे, ऐ दिल, ऐ सौदाई
किसका रस्ता देखे, ऐ दिल ऐ सौदाई
मीलों है खामोशी, बरसों है तनहाई
भूली दुनिया कभी की, तुझे भी, मुझे भी
फिर क्यों आँख भर आई
कोई भी साया नहीं राहों में
कोई भी आयेगा ना बाहों में
तेरे लिये, मेरे लिये कोई नहीं रोनेवाला
झूठा भी नाता नहीं चाहों में
तू ही क्यों डूबा रहे आहों में
कोई किसी संग मरे ऐसा नहीं होनेवाला
कोई नहीं जो यूँही जहाँ में बांटे पीर पराई
तुझे क्या बीती हुई रातों से
मुझे क्या खोयी हुई बातों से
सेज नहीं चिता सही जो भी मिले सोना होगा
गई जो डोरी छूटी हाथों से
लेना क्या टूटे हुये साथों से
खुशी जहाँ माँगी तूने वही मुझे रोना होगा
ना कोई तेरा, ना कोई मेरा
फिर किस की याद आई
kiskā rastā dekhe, ai dil ai saudāī
mīloṅ hai khāmośhī, barsoṅ hai tanhāī
bhūlī duniyā kabhī kī, tujhe bhī, mujhe bhī
phir kyoṅ āṇkh bhar āī
koī bhī sāyā nahīṅ rāhoṅ meṅ
koī bhī āyegā nā bāhoṅ meṅ
tere liye, mere liye koī nahīṅ ronevālā
jhūṭhā bhī nātā nahīṅ chāhoṅ meṅ
tū hī kyoṅ ḍūbā rahe āhoṅ meṅ
koī kisī saṅg mare aisā nahīṅ honevālā
koī nahīṅ jo yūṇhī jahāṇ meṅ bāṅṭe pīr parāī
tujhe kyā bītī huī rātoṅ se
mujhe kyā khoyī huī bātoṅ se
sej nahīṅ chitā sahī jo bhī mile sonā hogā
gaī jo ḍorī chhūṭī hāthoṅ se
lenā kyā ṭūṭe huye sāthoṅ se
khuśhī jahāṇ māṇgī tūne vahī mujhe ronā hogā
nā koī terā, nā koī merā
phir kis kī yād āī