Khushee do gharee kee, mile naa mile

खुशी दो घड़ी की, मिले ना मिले
Year
Language

खुशी दो घड़ी की, मिले ना मिले
शमा आरज़ू की, जले ना जले
खुशी दो घड़ी की …

रहगुज़र में कई मन्ज़िलें भी मिलें (2)
देख कर एक पल, दम लिया फिर चले
खुशी दो घड़ी की …

हर कदम पर नए मर्हले थे खड़े (2)
हम चले दिल चला, दिल चला हम चले
खुशी दो घड़ी की …

khuśhī do ghaṛī kī, mile nā mile
śhamā ārazū kī, jale nā jale
khuśhī do ghaṛī kī …

rahguzar meṅ kaī manzileṅ bhī mileṅ (2)
dekh kar ek pal, dam liyā phir chale
khuśhī do ghaṛī kī …

har kadam par nae marhle the khaṛe (2)
ham chale dil chalā, dil chalā ham chale
khuśhī do ghaṛī kī …