Khushee dil kee barbaadiyaan saath laaee

खुशी दिल की बरबादियाँ साथ लाई
Work
Year
Language

खुशी दिल की बरबादियाँ साथ लाई
मुहब्बत की दुनियाँ बसा कर मिटाई
खुशी दिल की बरबादियाँ साथ लाई

कहाँ से कहाँ आ गए चलते चलते
मगर इस मुहब्बत की मंज़िल न आई
मुहब्बत की दुनियाँ बसा कर मिटाई
खुशी दिल की बरबादियाँ साथ लाई

अभी मुस्कुराने न पाए थे हम तुम
मुक़द्दर ने इक और ठोकर लगाई
मुहब्बत की दुनियाँ बसा कर मिटाई
खुशी दिल की बरबादियाँ साथ लाई

khuśhī dil kī barbādiyāṇ sāth lāī
muhabbat kī duniyāṇ basā kar miṭāī
khuśhī dil kī barbādiyāṇ sāth lāī

kahāṇ se kahāṇ ā gae chalte chalte
magar is muhabbat kī maṅzil na āī
muhabbat kī duniyāṇ basā kar miṭāī
khuśhī dil kī barbādiyāṇ sāth lāī

abhī muskurāne na pāe the ham tum
muqaddar ne ik aur ṭhokar lagāī
muhabbat kī duniyāṇ basā kar miṭāī
khuśhī dil kī barbādiyāṇ sāth lāī