खुली-खुली ज़ुल्फ़ों को बाँध भी लो
मु: खुली-खुली ज़ुल्फ़ों को बाँध भी लो
हो जाए न दुनिया में शाम कहीं
ऊ: ( यूँ न देखो ) -2 तुम मुझको
हो जाएं न हम बदनाम कहीं
आँखें क्यों झुकने लगी हैं आँचल क्यों ढल जाता है
कुछ तो बताओ ऐ जादूगर ये जादू क्यों चल जाता है
मु: ( भोली ) -3 बातें छोड़ भी दो
हो जाए न बातें ये आम कहीं
ऊ: यूँ न देखो …
मु: जाम चुराकर इन आँखों के आज नशे में चूर हूँ मैं
चोर नहीं मैं जान-ए-तमन्ना आदत से मजबूर हूँ मैं
ऊ: ( चोरी ) -3 की ये बात करो न आ जाए न कोई इल्ज़ाम कहीं
मु: खुली-खुली ज़ुल्फ़ों …
ऊ: जान तुम्हारे बस में कर दी दिल नज़राना दे डाला
तुम भी सनम क्या याद करोगे हमने क्या-क्या दे डाला
मु: ऐ जी हमपे ना एहसान करो हो जाएं न हम नीलाम कहीं
ऊ: यूँ न देखो …
mu: khulī-khulī zulfoṅ ko bāṇdh bhī lo
ho jāe na duniyā meṅ śhām kahīṅ
ū: ( yūṇ na dekho ) -2 tum mujhko
ho jāeṅ na ham badnām kahīṅ
āṇkheṅ kyoṅ jhukne lagī haiṅ āṇchal kyoṅ ḍhal jātā hai
kuchh to batāo ai jādūgar ye jādū kyoṅ chal jātā hai
mu: ( bholī ) -3 bāteṅ chhoṛ bhī do
ho jāe na bāteṅ ye ām kahīṅ
ū: yūṇ na dekho …
mu: jām churākar in āṇkhoṅ ke āj naśhe meṅ chūr hūṇ maiṅ
chor nahīṅ maiṅ jān-e-tamannā ādat se majbūr hūṇ maiṅ
ū: ( chorī ) -3 kī ye bāt karo na ā jāe na koī ilzām kahīṅ
mu: khulī-khulī zulfoṅ …
ū: jān tumhāre bas meṅ kar dī dil nazrānā de ḍālā
tum bhī sanam kyā yād karoge hamne kyā-kyā de ḍālā
mu: ai jī hampe nā ehsān karo ho jāeṅ na ham nīlām kahīṅ
ū: yūṇ na dekho …