खुली हवा में डोले रे आज मेरा मन बोले रे
खुली हवा में डोले रे आज मेरा मन बोले रे
दिल की दवा ले के आएगा साँवरिया
बदरिया जो छाई संदेसवा ऐसा लाई
कि सुन-सुन मैं तो शरमाई घबराई
किसी ने चोरी-चोरी मेरे घूँघट के पट खोले रे
दिल की दवा ले के …
लाज की मारी मैं तो हुई रे बावरिया
मैं अँखियाँ झुकाऊँ या मुखड़ा छुपाऊँ
समझ में न आए हाय कित जाऊँ
आज किसी ने मुझे पुकारा प्यार से हौले-हौले रे
दिल की दवा ले के …
khulī havā meṅ ḍole re āj merā man bole re
dil kī davā le ke āegā sāṇvriyā
badriyā jo chhāī saṅdesvā aisā lāī
ki sun-sun maiṅ to śharmāī ghabrāī
kisī ne chorī-chorī mere ghūṇghaṭ ke paṭ khole re
dil kī davā le ke …
lāj kī mārī maiṅ to huī re bāvriyā
maiṅ aṇkhiyāṇ jhukāūṇ yā mukhaṛā chhupāūṇ
samajh meṅ na āe hāy kit jāūṇ
āj kisī ne mujhe pukārā pyār se haule-haule re
dil kī davā le ke …