Khoyee khoyee akhiyaan neend binaa

खोयी खोयी अखियाँ नींद बिना
Work
Year
Language

खोयी खोयी अखियाँ नींद बिना
देख रहीं हैं एक सपना
खोयी खोयी अखियाँ नींद बिना
देख रहीं हैं एक सपना
खोयी खोयी अखियाँ नींद बिना …

झूम झूम के बहार मेरी सेज बिछाये
घड़ी घड़ी करे अजब इशारे
झूम झूम के बहार मेरी सेज बिछाये
घड़ी घड़ी करे अजब इशारे
सज-धज के मैं जाऊँ बैठी बैठी घबराऊँ
गड़ी जाऊँ देखो लाज के मारे
आते ही होंगे मेरे सजना
खोयी खोयी …

आके मेरे मन भाये मेरा घूँघटा उठाये
मोसे पलक उठाये उठे न
आके मेरे मन भाये मेरा घूँघटा उठाये
मोसे पलक उठाये उठे न
मेरी माँग को वो चूम करे मीठी मीठी बात
झूमे दीप झूमे चाँद झूमे रैना
आज सफ़ल जीवन अपना
खोयी खोयी …

एक रात की ये बात, पहली पहली मुलाक़ात
पिया मेरा तन मन अब तेरा
एक रात की ये बात, पहली पहली मुलाक़ात
पिया मेरा तन मन अब तेरा
पड़ी चरणों में तेरे, मैं ये मन में मनाऊँ
ऐसी रात का कभी न हो सवेरा
चाँद मेरे अब मत छुपना
खोयी खोयी …

khoyī khoyī akhiyāṇ nīṅd binā
dekh rahīṅ haiṅ ek sapnā
khoyī khoyī akhiyāṇ nīṅd binā
dekh rahīṅ haiṅ ek sapnā
khoyī khoyī akhiyāṇ nīṅd binā …

jhūm jhūm ke bahār merī sej bichhāye
ghaṛī ghaṛī kare ajab iśhāre
jhūm jhūm ke bahār merī sej bichhāye
ghaṛī ghaṛī kare ajab iśhāre
saj-dhaj ke maiṅ jāūṇ baiṭhī baiṭhī ghabrāūṇ
gaṛī jāūṇ dekho lāj ke māre
āte hī hoṅge mere sajnā
khoyī khoyī …

āke mere man bhāye merā ghūṇghṭā uṭhāye
mose palak uṭhāye uṭhe na
āke mere man bhāye merā ghūṇghṭā uṭhāye
mose palak uṭhāye uṭhe na
merī māṇg ko vo chūm kare mīṭhī mīṭhī bāt
jhūme dīp jhūme chāṇd jhūme rainā
āj safal jīvan apnā
khoyī khoyī …

ek rāt kī ye bāt, pahlī pahlī mulāqāt
piyā merā tan man ab terā
ek rāt kī ye bāt, pahlī pahlī mulāqāt
piyā merā tan man ab terā
paṛī charṇoṅ meṅ tere, maiṅ ye man meṅ manāūṇ
aisī rāt kā kabhī na ho saverā
chāṇd mere ab mat chhupnā
khoyī khoyī …