खिलो-खिलो
खिलो-खिलो मतवारी कलियो
खिलने की रुत आई आज -2
खिलो-खिलो मतवारी कलियो
खिलने की रुत आई आज -2
( क़ुदरत ने कलियों के कानों
में ये बात सुनाई आज ) -2
खिलो-खिलो
खिलो-खिलो मतवाली कलियो
खिलने की रुत आई आज -2
( इस रुत की हर बात सुहानी
हर दिन गीत हर रात कहानी ) -2
इस बाँके हरीयाले दिल में -2
जब हरियाली छाई आज -2
खिलो-खिलो
खिलो-खिलो मतवाली कलियो
खिलने की रुत आई आज -2
( डगर-डगर गलियन बन महके
कूक-कूक रसिया मन बहके ) -2
पग में फिर कर जनम रही है -2
जोबन की अंगड़ाई आज -2
खिलो-खिलो
खिलो-खिलो मतवाली कलियो
खिलने की रुत आई आज -2
khilo-khilo
khilo-khilo matvārī kaliyo
khilne kī rut āī āj -2
khilo-khilo matvārī kaliyo
khilne kī rut āī āj -2
( qudarat ne kaliyoṅ ke kānoṅ
meṅ ye bāt sunāī āj ) -2
khilo-khilo
khilo-khilo matvālī kaliyo
khilne kī rut āī āj -2
( is rut kī har bāt suhānī
har din gīt har rāt kahānī ) -2
is bāṇke harīyāle dil meṅ -2
jab hariyālī chhāī āj -2
khilo-khilo
khilo-khilo matvālī kaliyo
khilne kī rut āī āj -2
( ḍagar-ḍagar galiyan ban mahke
kūk-kūk rasiyā man bahke ) -2
pag meṅ phir kar janam rahī hai -2
joban kī aṅgaṛāī āj -2
khilo-khilo
khilo-khilo matvālī kaliyo
khilne kī rut āī āj -2