खाली प्याला धुँधला दर्पण्
खाली प्याला धुँधला दर्पण
खाली खाली मन, खाली खाली मन
बुझता सूरज जलता चन्दा
पतझारी सावन, पतझारी सावन
खाली प्याला …
पत्ते पीले काँटे फूले
रेगिस्तानी तन रातें सूनी
पीड़ा दूनी वीराना जीवन
खाली प्याला …
क्या है सवेरा तपी दुपहरी
गोधुली निर्जन आँखें जागी
खोयी सिहरन खोया अपनापन
खाली प्याला …
khālī pyālā dhuṇdhlā darpaṇ
khālī khālī man, khālī khālī man
bujhtā sūraj jaltā chandā
patjhārī sāvan, patjhārī sāvan
khālī pyālā …
patte pīle kāṇṭe phūle
registānī tan rāteṅ sūnī
pīṛā dūnī vīrānā jīvan
khālī pyālā …
kyā hai saverā tapī dupahrī
godhulī nirjan āṇkheṅ jāgī
khoyī sihran khoyā apnāpan
khālī pyālā …