Khaalee haath shaam aayee hai, khaalee haath jaaegee

खाली हाथ शाम आयी है, खाली हाथ जाएगी
Work
Year
Language

खाली हाथ शाम आयी है, खाली हाथ जायेगी
आज भी ना आया कोई, खाली लौट जायेगी

आज भी ना आये आँसू, आज भी ना भीगे नैना
आज भी ये कोरी रैना, कोरी लौट जायेगी

रात की सियाही कोई, आये तो मिटाये ना
आज ना मिटायी तो ये, कल भी लौट आयेगी

khālī hāth śhām āyī hai, khālī hāth jāyegī
āj bhī nā āyā koī, khālī lauṭ jāyegī

āj bhī nā āye āṇsū, āj bhī nā bhīge nainā
āj bhī ye korī rainā, korī lauṭ jāyegī

rāt kī siyāhī koī, āye to miṭāye nā
āj nā miṭāyī to ye, kal bhī lauṭ āyegī