Khaalee haath shaam aayee hai

खाली हाथ शाम आयी है
Work
Year
Language

खाली हाथ शाम आयी है
खाली हाथ जायेगी
आज भी न आया कोई
खाली लौट जायेगी
खाली हाथ शाम आयी है …

आज भी न आये आँसू
आज भी न भीगे नैना
आज भी ये कोरी रैना
कोरी लौट जायेगी
खाली हाथ शाम आयी है …

रात की सियाही कोई
पाये तो मिटाये ना
आज न मिटाया तो ये
कल भी लौट आयेगी
खाली हाथ शाम आयी है …

khālī hāth śhām āyī hai
khālī hāth jāyegī
āj bhī na āyā koī
khālī lauṭ jāyegī
khālī hāth śhām āyī hai …

āj bhī na āye āṇsū
āj bhī na bhīge nainā
āj bhī ye korī rainā
korī lauṭ jāyegī
khālī hāth śhām āyī hai …

rāt kī siyāhī koī
pāye to miṭāye nā
āj na miṭāyā to ye
kal bhī lauṭ āyegī
khālī hāth śhām āyī hai …